Computer ki screen record karna simple bat hai. Aap kisi bhi screen recorder isntall karke computer ki screen record kar sakte hai. But agar bat ho bina kisi software ke desktop screen record karne ki to har koi iske bare me janna chahata hai. Aap youtube ke sath apne desktop ki screen record kar sakte ho or use youtube par bhi upload kar sakte ho without any desktop software.
Aap apne blog ke liye video banane ke liywe bahut se desktop screen recorder software use karte ho. But kya aapko pata hai ki aap bina kisi software ke bhi apne laptop computer ki sreen record kar sakte ho or use youtube par upload karke earning bhi kar sakte ho.
In this guide, Is article me mai aapko step by step bta raha hu ki aap youtube ki help se apne desktop ki screen record kaise kar sakte ho.
Youtube...