Tuesday, 26 July 2016

Software Kaise Banate Hai Computer PC Ke Liye


Bhut Se Log Yeh Janna chahte hai ki How To Make A Software Matlab Computer Pc /Laptop Software kaise Banate hai / Kaise Banaye . aap bhi apne PC Me bhut Sare Software use karte honge . Example ke liye Laptop ke  ke Liye  , beat maker , Karaoke , Kies ,  Dj Mix , Mobile App , Backup PC , Best Laptop backup software  , Tracking  ,  360 Review , 2D Animation , CNC ,  Disk / Data Recovery Software  Aor Bhi Bhut Se .
Lekin Isse jure Hamare paas kuch sawaal hote hai ki Yeh Kaise Bante , inko kaise banana hai ,  Inhe Banane Ka Tarika Kya hai . Chaye wo Game Ho Yaa Fir Hardware Ya Android Mobile App . Lekin Inhe Banane ke Liye Aapko Coding ka Knowledge Hona jaruri hai . internet par aapko Online ese tool , program , maker , Pro create , Mil jaynge jinko ham use kar sakte hai . lekin Yeh sab simple hote hai Jo Hamare Jayada kaam ke nahi hote .

Software kaise banate hai

But Inko banane ke liye ab aapko Knowledge Ki Jarurat hoti hain Toh Uske Liye Aapko kuch courses ki Study karni hoti hain .

Ex :-

* Mobile Development

* Outsourcing  Development

* Business  Development

* 2D Game  , Mac , 360 Feedback

In courses Se Phele Aapko apni Skill Banani Hogi . Aor Aapko Computar Software Engineer degree Complete karni hogi . Inse Aapko Badhiya experience milta hain aor Aap Apni Job bhi Kar Sakte ho Aor High Salary Bhi Kama Sakte Ho .

Lekin In Courses Ko aap Aashani Se Complete Nahi Kar sakte

Kyu Ki
* Inki Fees Bhut Jayada Hoti hain( Limit Se bhi Jayada )

Software kaise banate hai Aor Coding Kya Hoti Hain

Ek Traha Se File jo kishi bhi Text me save hoti hai . Dunia me kitni website , apps , hai yeh sab coding se bane hote hai jise Ham CSS , HTML , JAVA , Khete hai . jo ki Har Koi Nahi Janta . agar facebook ki Coding ko koi aor janta toh facebook ki traha Dusri site bhi hoti jo ki Nahi hai kyu ki facebook ki coding ko koi aor Nahi bana sakta .

How Do You Make Your Own Software ( Without Coding in hindi )

Agar aap bina coding ke Softwere Kaise Banaye Yeh Janna Chahte Hai Toh Step by step padhe .
1. Sabse phele
Website ko open kare .
2. Isme aapko 100 free tool milenge jinme se aap apne hisab se download karke  Softwere  bana sakte ho .

Note :-

Agar aap coding jante hain toh hi aap softwere bana sakte ho . coding aap online bhi seekh sakte ho internet se youtube se .

Software kaise banate hai

Last word:-

Software Kaise Banate hai Yeh article kaisa laga Hame comment karke bataye . Agar Koi problem ho aor Uchit Suggestion lena chahte hai toh comment kare . aor iss article ko social media par bhi share karne me Hamari madad kare . www.hindikidunniya.in



2 comments:

ROHIT KUMAR said...

mj

Bhavik Shah said...

Thank you so much for this article. You guys are great for providing all these learning tools for us to get better.
you can try this software company in ahmednagar

Post a Comment

Twitter Delicious Facebook Digg Stumbleupon Favorites More