Internet chalana Aaj ke Time Me Aam Baat hai Aor Aajkal Har Jagha ( city ,State ) Me Wifi Network Mil Jayga . Jab Kabhi Ham Kahi Pe Wifi connect Karte H Toh Uska Password Hamare Device Me Save Ho Jata Hain . Ab Ham Janna Ki Ise kaise Jane Aor Kaise Pata Kare Iske baare me Aage Jante Hain .
Wifi se internet Use Karne par Hame bhut fayda hota hai kyu ki isse Internet bhut fast chalta hain . Agar ham Kahi esi Jagha par hai jaha par Net use karne ki limit fix ho aor hame jayada use karni ho toh hame Password Recovery Software ki Jarurat hoti H .

Ab Agar aapke paas / Najdeek me koi bhi 4G WiFi Hotspot H aor aap 24 Hour Usko use karna chahte hain . Aor Agar Aapka Friends Connect karne ke baad bhi aapko PWD nahi bataye toh ab aap khud hi pata laga sakte ho . fir aapko bar – bar password puchne ki jarurat nahi padegi iske liye aap ab continue post padhe .
wifi Password Kaise Pata Kare Jane
1. Wifi password Recovery
android Phone me password pata Lagane ka Tarika Bhut Aashan hai Iske Liye Aapko Play Store Se Ek Andriod App Download karna hoga . isse aap apne phone se jo bhi Hotspot yaa Router connect hai uska pwd jan sakte ho . ise aap abhi niche di gayi Red link par click karke download kar sakte hain .
Note :-
iss app ko use karne ke liye aapka andriod phone root hona jaruri hain .
iss app ko use karne ke liye aapka andriod phone root hona jaruri hain .
2. Wifi password recovery windows
software for Window 7 , Laptop , Pc , Computer , Mac , ipad , Linux all device
Agar aap kishi bhi Other computer yaa windows ke liye free software search kar rahe hai toh niche di gayi red link par click karke download kar sakte ho .
Finally Yaha maine aapko bataya ki kishi ka wifi password kaise pata Kare andriod me aor windows ke liye free software ke baare me bataya . agar iske baare me koi sawaal hai toh comment karke puch sakte ho . Aapki Har Traha Se Help Ki Jaygi . www.hindikidunniya.in
0 comments:
Post a Comment