Tuesday, 26 July 2016

Lock Huye Facebook Ko Unlock Kaise Kare – Jankari Hindi Me


Lock Huye Facebook Ko Unlock Kaise Kare

Lock Huye Facebook Ko Unlock Kaise Kare. Kya apke Facebook account ko asthai taur par band kar diya gaya hai. Aur aap usay khol nahin paa rahe hain. Aaj har koi janta hai ki facebook dost banane aur samajik dayra badhane ka sabse accha sadhan hai. Lekin facebook account jab lock ho jaye to usay kholna itna aasan nahin hota hai.
Facebook ek system par chalti hai jisme facebook ke user agar anjaan logon ko zyada friend banayen. Kisi doosre user ko aisay message bhejen jinhen doosre user nahin chahte ho. Aur who apke is baat ki facebook par report kar den to kuch dinon ke liye apka facebook account temporarily band ho jaata hai. Aisa facebook user dwara facebook ke galat upyog ko rokne ke liye kiya jaata hai. Jab apka facebook account lock ho jaata hai to aap nishchit taur par apne account ko nahin khol pate hain. Aaiye jaane Lock Huye Facebook Ko Unlock Kaise Kare.

Kya karen jab apka facebook account lock ho jaaye

Jab apka facebook account lock ho jaata hai to aap jab facebook account ko password dalkar kholte he. To ek message aata hai jiska matlab hai ki surksha karno se apke facebook account ko kuch samay ke liye band kar diya gaya hai. Aise sthiti mein yeh upay karen. Lock Huye Facebook Ko Unlock Kaise Kare.

Mobile par Verification

Kam se kam 5din ke liye apne facebook account ko nahin kholen. Iskay saath hi Internet web browser ki sabhi history ko clear kar den. Ab 5 din baad apna facebook account login karen. Ab Facebook ki taraf se apko account verification process prapt hogi jisme apke mobile number par facebook verification code aayega. Is code ko dalne se apka facebook account unlock ho jaayega. Lock Huye Facebook Ko Unlock Kaise Kare.

Photon se verification

Yadi mobile verification code nahin aata to facebook doosri verification process karegi. Isamy woh apko kuch photo dikhayegi aur har photo mein char naam vikalp ke taur par degi. Apko un photo mein se select karna hai kaun sa photo apke kis freind se sambandhit hai. Ek baar aapne phots ko sahi pehchan liya to apki account verification process puri ho jaayegi aur apka facebook account unlock ho jaayega.

Email verification

Iskay baad facebook apse apki email address poochegi. Aap apne email address dekar ek naya suraksha prashna taiyar kar sakte hain jisse aapka facebook account khul jaayega. Lock Huye Facebook Ko Unlock Kaise Kare.

ID saabit karen

Isme aapko apni pehchaan saabit karni hogi jo ki aapke id card se ho saktin hain. Is id card mein aapka naam tatha janam tithi honi anivaarya hain. Yeh id card sarkaari manyata prapt hona chahiye jaise ki janm praman patra, driving license, passport, shaadi ka praman patra, voter id card, green card aadi. Agar inme se koi bhi aapke paas uplabdh nahin hain to do alag id card dein jisme aapka naam aur janm tithi ya tasveer ho.

Nivarak upaay jisse facebook account band na ho

Aaj ki bhaag daud ki zindagi mein facebook jaise maadhyam aapko mauka dete hain apne doston se juden rehne ka. Aise mein aapko un upayon ke baare me jankari honi chahiye jisse aapka account band na ho jaaye. Facebook adhikaaron aur zimmedariyon ke bayanon ko bahut gambhirta se lein jisse ki bhavishya mein aapka account surakshit rahen. Lock Huye Facebook Ko Unlock Kaise Kare.
Proxy server ka istemaal na karen. Kyunki aise server anjaan IPs ka istemaal karte hain. Proxies facebook ke liye anjaan hote hain isliye woh network ki suraksha ke liye haanikarak ho sakte hain. Tarah tarah ke upkarnon se facebook na kholein. Suraksha kaarnon se ab iski ijazat facebook nahin deta hain.

Facebook lock kyun huwa hain?

Agar aapka facebook lock ho gaya hain to pehle yeh samjhe ki aisa kyun huwa jisse ki aap bhavishya mein aisa na hone dein. Ho sakta hain facebook swayam apne database mein koi sudhaar kar raha ho aur is dauran aap ko apna account dekhne ki ijazat nahin milti hain. Kisi ne aapke account block karwa di ho ya ise nakli thehra diya ho. Facebook se mili chetavani ke bavjood aap apne vyavhaar ko na badal paayein ho. Aapke dwara ki gayi koi bhi tarah ki gair zimmedarana post facebook bardaasht nahin karta hain tatha aapka account lock kar deta hain.
Agar apko article pasand aaya ho to apne friends aur relatives mai share jarur kare. Aur unhe jo bhi jankari chahiye to kahe baswww.hindikidunniya.in par jae  pleass share like or comments
Tags: Lock Huye Facebook Ko Kaise Unlock Kare, Facebook Ko Kaise Unlock Kare. Facebook Ko Unlock Kaise Kare, Facebook Ka Lock Kaise Tode.





1 comments:

Rambaran said...

rammhour00@gmail.com

Post a Comment

Twitter Delicious Facebook Digg Stumbleupon Favorites More