Online Mobile Recharge Karna Aaj Ke Time Me Koi Badhi Baat Nahi . Bhut Se Log Online Recharge bhi karte hain Lekin Aapne abhi Tak Nahi Kiya hai toh Aap Internet ki Dunia Me Bhut Piche hain . Jo Bhi Ham Baat Karenge Ki GOnline Recharge karne par Hame Bhut Fayde hote Hai Jaise ki Hamko Iske Liye Ghar Se Bahar jane Ki Jarurat Nahi Hogi . Aor Agar Aapke Ghar Pe Paise Nahi H Aor Urgent Ke Liye Hame Kahi Jane Ki Bhi Jarurat Nahi Hogi. Jisme Hamara Time Bhi Bachta H har Par Baithe Huye Apne Mobile Ko online Recharge Kaise karte hain
Online Recharge karne ki Bhut Si Website Aor Application Hai Jinme Se Paytm , FreeRecharge Aor Bhi Hain . Lekin Yaha Mai Aapko PayUMoney Use Karne Ka Tarika Bataunga Kyu Ki Iski Progress Fast Aor Simple H Jisko Aap Aashani Se Bhi Use Kar Sakte Ho
PayUmoney Bhi Bhut Popular Android Application H Aor Isko 1 Million Log Use Bhi Karte Hain . Ye App 2G network Me Bhi Badhiya Kaam Karega Kyu Ki Isse Maine Try Kiya Hai Aor Isse Aap DTH/TV , Gas Bill , Electricity Bill Aashani Se Pay Kar Sakte Ho . Iske Free Discount Promo Code Aor Coupon Aapko Internet Par Mil Jayenge .

* Iske Liye Aapko Kya – kya Chahiye
1. Recharge Ke Liye ATM
2. Android Phone.
3. Payumoney App
Online Mobile Recharge Kaise Karte Hain
1. sabse Phele Playstore Se PayUMoney Application Download Kare .
2. Ab isse Install Karke Open Kare Aor Home Page Par ” SinUp ” Par Click Kare .
3. Ab phele Aapko Sinup par click karna hoga
Yaha par Apni Gmail Id Aor Phone Number Enter karke Sinup par click karna hai .
4. Ab aapke Phone Number Par Ek OTP sms Aayga Isme 6 Anko Ka OTP Dalkar Apna Account ” Active ” Kare .
5. Ab Account Active Hone Ke Baad Home Page Par jaye Aor ” Data Card ” Par Click Kare .
6 . ab Yaha Aapko Phone Number Dalna Hain Jispe Aap Recharge Karna Chahte H Aor Continue Par Click Kare .
7 . Ab Next Page Open Hoga Jisme Aapko1 . Yaha Amount Dale
2 . Recharrge Pe Click kare
8. Ab Aapko ATM , Debit Card Ke liye Redirect kar Diya jayga
1. Agar Koi Cashback coupon h toh yaha apply kare .
2. 16 Anko Ka Atm Card number
3. Card Ki Expiry Date
4. 3 Anko Wala CVV Code Yaha Dale Jo Ki Card Ke Pichle Hisse Me Black Patti Ke niche Likha Huaa Hota H .
5 . Agar Card Ko Next Time Ke Liye Save Karna Chahte Ho Toh √ Lagaye Nahi Toh Ise Unchecke Karde.
6. Ab ” Pay Now ” Pe Click Kare .

9. Ab Aapke Uss Phone Number Par OTP Sms Aayga Jo Aapke Bank Account Se Connect Hoga 1. Yaha OTP dale
2. Submit Par Click Kare .
Finally 10 Second Ka Wait Kare Ab Aapka Mobile Recharge Ho Chuka Hain .
Finally 10 Second Ka Wait Kare Ab Aapka Mobile Recharge Ho Chuka Hain .
Toh Friends Ye Progress Kitni Simple Hain Online Mobile Recharge Karne Ke Liye . Ab Aap Hame Comment Karke Bataye Aapko Ye Article Kaisa Laga Aor Kishi bhi Problem Ke Liye Comment Kare
0 comments:
Post a Comment