Computer Assembling Kaise Kare
Hello Dosto,
kaha jata hai ki aaj ka yug computer ka yug hai. Isme koi shak nahi. Isliye aaj
har ghar lagbhag computer dikhai dene laga hai. Bahot se new computer kharidte
hai to use kuch bhi karne se darte hai. Chaliye aaj aap sabka dar dur kar dete
hai. Jante computer se judi kuch interesting terms ke bare mai. To chaliye jane
Computer assembling kaise kare Interesting Terms about PC Assembly.
Aapke computer ke khule huye part me dusre monitor ko jode
Jyadatar mamalon
me window khud se naye monitor ka pata laga deta hai. Yadi nahi to apne
computer ko dubara band karke chalu kare. Aap yadi dusra monitor jodna chahte
hai aur aapke motherboard me keval ek hi port hai to aapko naya graphic card
lagana padega. Yeh jaruri nahi ki monitor ek hi company ya size ke ho. Lekin
aasani se dekhne ke liye aap saman aakar ke do monitor istemal kare jisse apka
desktop ek saman lage.
Monitor setup wizard ka paalan kare
Jyadatar mamlon
me naya monitor lagaate hi kaam karne lagega aur aapko vikalp diya jayega ki ya
to aap isko darpan ke samaan istemaal kare ya apna desktop bada sake. Jo apke
pehle monitor par dikh raha hai vahin aapke dusre monitor par bhi dikhega. Yeh
tab faydemand rahega jab aapka laptop projector ya tv se juda hua hai. Monitor
ka vistar dusre monitor ko desktop ke liye ek aur screen bana dega. Yeh aapko
window aur icon ko dusre monitor me rakhne ki anumati dega jis se aap aasani se
ek time me ek se adhik kaam kar sakte hai. Aap dusre monitor ko primary monitor
ke rup me bhi istemaal kar sakte hai. Yeh tab adhik faydemand hoga jab monitor
laptop se juda hau aur laptop display ki jagah aap monitor istemaal karna
chahte hai.
Monitor ko mannualy setup karna
Yadi monitor ka
setup wizard apne aap chalu nahi hota hai to aap chahe to display tool ki
shayata se setting badal sakte hai.
§
Desktop par right click karke property aur personalize chune,
uske baad preference list mai se display setting ko chune.
§
Aapko ek icon dikhega jo ki jude huye monitor ki sankhya
batayega. Yadi koi disabled hai to veh dhundla sa dikhega.
§
Dusre monitor ka chunav kare aur chune ki aapko desktop ko
badhana hai, darpan banana hai.
Aapke
vikalap aapke dubara install kiye graphic card par nirbhar kare. Aap yeh badlav
control channel ke bhitar envidia aur iti se kar sakte hai. Yadi yeh pehle se
install hai to yeh aapko start menu me mil jayenga.
Dusre monitor ko lagaye
Dusre monitor ko
jodne ke liye aapke mack me video connect hona chahiye. Har ek display ke liye
monitor ki khud ki video cable honi chahiye. Is samay bahoot se parakar ke
connector uplabdh hai jo ki aapke mack ki aayu par nirbhar karta hai.
Vga connector
Vga sabse purana
monitor cable connector hai jo ki sabhi prakar ke monitor ko support karti hai.
Dgi connector
Dgi gunvatta me
vga se ek kadam aage hai. Lekin isko hdmi aur display port se badla ja raha
hai. Bahoot kam sankhaya me mackbook hai. Jisme ki mini dgi ka istemaal hota
hai. Inme maank dgi cable ko jodne ke liye adapter ki jarurt lagegi.
Display port /thunderbolt
Yeh bahoot
hi samany connector hai jo ki aapke naye mack me mil jayenge. Thunderbolt
display port ka naya sanskaran hai. Jisme aapko video ke saath audio signal bhi
mil jayenge. Yadi aapka monitor cable hdmi support karta hai to aapko
thunderbolt se hdmi converter adapter ki jarurt padegi.
Hdmi
Yeh sabhi
digital display device ke liye maank hai. Pichle kuch varshon me nirmit display
hdmi connection ko support karte hai. Hdmi audio ke saath video ko bhi le ja
sakta hai. (Computer Assembling Kaise Kare Interesting Terms PC Assembly).
Darpan ya vistaar karne ke liye chune
Adhiktaar
display apne aap install ho jayenge aur aapko apne anusar setting chunna hoga.
Yadi aap darpan chunte hai to ek samaan tasveer dono monitor par dekhne lagegi.
Yadi aap monitor ka vistar chunte hai to aapka desktop dono monitor me najar
aane lagega. Yadi display nahi dikh raha hai to display preference khole
aur dedict par click kare. Agar apko article pasand aaya ho to apne friends aur relatives
mai share jarur kare. Aur unhe jo bhi jankari chahiye to kahe bas parwww.hindikidunniya.in jaye.
(Computer
Assembling Kaise Kare Interesting Terms PC Assembly).
Tags: Computer Assembling Kaise Kare, PC Assembly Judi
Interesting Terms. Computer Assemble Ke Liye Kya Use Hota Hai, PC
Assembling Mai Kya Use Kare.
2 comments:
fantastic hindikidunniya.in
nice post
Post a Comment